This website and forum has been created and is maintained by some followers of Baba Ramdev and is not the official website of Bharat Swabhiman Trust. This site provides information, news, resources, videos, etc regarding the Bharat Swabhiman Andolan. Till now this site is not managed by Swami Ramdev himself. You may contact us at info@bharat-swabhiman.com.
The official websites of BST and Divyayoga are:
http://www.bharatswabhimantrust.org/bharatswa/Hindi.aspx and www.divyayoga.com/
what can i do????may i help in this movement??can we give sum contribution in making India better??
I m a student frm JAMIA MILLIA ISLAMIA….pursuing B.fine arts…
love you rajeev bhai
“जी नहीं सकता तो जीना छोड़ दे , बहते-बहते रुक जाए वो दरिया छोड़ दे .
फूल था मै मुझे काँटा बनाकर रख दिया ,और कांटे से कहते हो ,क़ि चुभना छोड़ दे.”
सच इतना कड़वा लगा था तो सालो ऐसे कम करते क्यों हो …………..कमीने नेताओं …………..अभी तो एक ही भाई राजीव थे अब पूरा देश बनेगा……..
“आप बहुत याद आते हो भाई”
bahut dhanyad rajiv bahi .Tum amar ho ,hamaare dil mein sada rahte ho!
Rajeev ji ki bate sunkar man me 1 naya utsah jaag uthta hai. Maine unki bate sun kar videshi vastuo ko tyaag diya hai. Magar unki death ki khabar sunkar mai raat ko bahut der tak roti rahi aur so nhi saki. Prabhu unhe Bharat me fir se janm de.
Jai Hind!!!
Now time is that to decide what is right & not who is right . we supports reformation activity heartly . amd contribute our self to what glorious change for commom people for peace & development.
Political party and their spoon media spread negativity .but reality people are more mature and balance
rajiv bhai you will never die.
you are live in our heart
I found your internet site from wikipedia and study some of your other blog posts. They may be cool. Pls continue this great work.
Personally i think as you could probably teach a category concerning how to create a great blog. This is fantastic! I need to say, what really got me was your design. You certainly know how to make your site more than just a rant a good issue. Youve made it feasible for visitors to connect. Healthy, because not too many individuals know very well what theyre doing.
shri rajiv dixit ji ne desh ko lootne walo ke khilaf janata aam janta main mai ek nai chetna apida kar de iselie mujhe lagta hai ki unki hatya hui hai iski nispakh jhanch honi chayie
Great hero of this we lost.There no convinor like rajeev Dixit.He never born or died.just he visted us.To fulfill his thoughts we all make a new movement to eradicate corruption Rajeev’s dreamed bharat.Let us reorganise our Ajadi Bachao Andolan once again.Dear Rajeev Bhaiyya come once again to this earth.We are all waiting for your rearrival.
Rajive Dikshitji ki atma ko santhi mile.
Unhone jo bhart swabhiman ka bij bharat me bo diay hai use agae badhana he unke atma ko sachhi sardhanjali hogi. Hame unke sawpno ko sakar karna hi aur bahuat sare Rajive Dixit paida karna hi aur bharat ka har nagrik ke dil me bharta swabhiman ka alakh jagana hi. Rajive Dikshitji ne jo chingari hamare dil me jalai hi use hame prajolit karn hai.
Kaya ap hamer sath hi?
BHARAT MATA KI JAI
VANDE MATRAM
Prabhat
We are very lucky that people like baba ramdev are in our country who are fighting against curruption.I want to participate in this movement and want to dedicate myself for the country.
JAI HIND…………………………………………………………
where to find all video of shri Rajiv Dixit. please guide me.
I want to be in your party to help and serve the poorest of the poor and remove corruption for ever. None of the govts. have been able to do it but I am sure you and people like me can win this battle. Hence please guide me. My mobile no. is 09999971881. I am sure I will get some response from you.
RAJEEV DIXIT YOU WILL EVER LIVE IN OUR HEARTS
WHAT A MIND (COMPUTER)
YOU ARE OUR HERO
LONG LIVE BABA RAMDEV
BHRAT MATA KI JAI…………………!!
VANDE MATRAM……………………..!!
Maine jab pehli baar rajeev bhai ko swami ramdevji ke sath dekha aur suna toh mujhe yakin hogeya ki ab bhart ka bhrstachar aur angrejiyat khatm hone main jyada der nehin lagega lekin bhaiyaji hamain chhod kar chale gaye ,bhagwan unki aatma ko shanti de .Jayhind .om…….
It was one of the sadest days when I heard Shri Rajivji was no more. Except Ramdev Babaji no one has inspired me so much in life like Rajivji. I salute him for the daring disclosures of many black deals which no one dared to highlight so far. He has no doubt sacrificed his entire life for our country’s upliftment. He will be remembered for ever by all patriotic people. I salute the great person and shall try my best to convey his message in whichever ways possible. Long live RAJIV BHAI. Jai Hind ! VANDE MATHIRAM !!
Ye Kurbani Rang Layegi. It is a real Murder by our Politicians. We must give promise to the people of this nation that ” One Rajivji is dead but now generate 1,00,000 Rajiv to kill corrupted Politicians and bureaucrats’ ”
We are not going to die.
mr rajiv has been one of the most inspiring person for me , in my life. he has been the bigest eye opener for me, i wish we cud have more rajeev dixit in our india………he is no less than bhagat singh and subhash chandra bose. his voice wont die, it would continue to wake more and more people like me and you. for this i request all the readers to kindly go through his lectures and spread the message to more and more people.
raajeev bhai ko meri taraf se sraddhanjali.
my salute to his love for our motherland.
shikha desh ke vikas ke liye buniyaadi jaroorat hai. Sahi shiksha hamein aage badhayegi. Sahi karya ka fal bhi sahi hota hai. Sahi woh hai jo aapke saath saath aapke samaaj aur desh ke liye bhi sahi ho. Jo samaaj ko jode. Cheejon Ko barbaad hone se bachaye. Swablambi banaye.
main bhopal ka rahne wala hoo jis prakar ki modi ne apne pradesh sabhi bahri desho ke rahne wale logo ko nikal khada kiya hai usi prakar hamare c m saab ko in sabhi bahar ke rehwasiyo ko nikaal dena chhahiye jo hamare pradesh main apni jaati ko failate jaa rahe hai
Rajeevji Dwara diye gaye pravachan or unke Ghyan bhandar se jo bharat Swabhiman ko Jo Sahyoug Prapth Huva tha vo Unki Mrutu ke karan thoda kam to huva hai lekin me ishwar se yahi prarthana karata hu ke Abhi to Yah Bharat Swabhiman ki Suruat hai Rajeev Ji Punh naye rup me avtarit ho or bhar ke logoko Swadeshabhiman ka ghyan de. taki bharat firse swadeshi vastuo ka upayog suru kare of Vishwa Guruke Rupme Pure vishwa ko margdarshan de.
RAJEEV JI KO MAI PURAI DIL SAI SRADDHANJLI DENA CHAHATA HOO. AAJ SAI 12 SAAL PAHLAI JAB MAI 7TH CLASS MAI PADTA THA TAB RAJEEV JI KA EK LECTURE HAMARE SCHOOL MAI HUA THA MAI UNSAI ITNA BRABHAVIT HUA KI KABHI UNKO APNE JEEVAN MAI NAHI BHOOL PAYA.
RAJEEV JI DESH KE LIYAI KIYE OR DESH KE LIYE HI APNAI PRANO KO NYOCHAVAR KAR DIYA. RAJEEV JI APNAI PEECHAI EK BAHUT BADA PAREEVAR CHOD GAI HAI HUM JAISAI AANDOLAN KARIYON KA JO RAJEEV JI KAI SAPNO KO JAROOR SACH KAR KAI DIKHAYENGAI.
“SWADESHI APNAO BHARAT KO BACHAO” “BHARAT KO SWARG BANANA HAI BHRASTACHAR KO MITANA HAI” -JAI HIND VANDE MATRAM
rajiv bhai ke vichar sune ke muje bhartya hone ka garv hota hai
thank you sir for starting such a thing, i would like to do what ever posible for me and task given by you
MAIN GAYTRI PARIWAR(SRI RAM SHARMA ORGANIZATION HARIDWAR) SE ATTACH HOON AUR MAIN RAMDEV AND BHARAT SWABHIMAN KO BAHUT PASAND KERTA HOON. RAJIV BHAI KA SPEECH MAIN KAI BAAR SUN CHUKA HOON. UNKE DEATK KA SAMACHAR SUNKAR BAHUT DOOKHI HUA PER EK SANKALPA AAYA DESH KE LOGON KO AUR APANE KO US RASTE PE AUR DRIDHATA SE CHALANE KA. YEA SANKALPA JARUR PURA HOGA PER SURUAT APANE SE HI KERNA HOGA
JAI HIND BANDE MATRAM
Rajivbhai ke SAHID ho jane ki khabar sunate hi me bahut dukhi hua. Man me chinta hone lagi ki kya hoga Bharat swabhiman ka?
Bahut dukhi hua, man ko manane ka prayatna kiya, lekin man me ak hi bat vapas ati hi rahi ki “Rajiv bhai ke bina Bharat swabhiman ka kya hoga ?”
Me is mahan SAHID ko shradhanjali arpit karata hu. Asal me to shradhanjali tab milegi jab ham usake sabhi sapano ko pura karenge.
Bahut socahane ke bad Rajivbhai ki hi bat yad ayi ki “Is janm me achhe hi kam kiye he to agala janm bhi achha hi milega. Fir se vapas Bharat me janm leke Bharat Swabhiman me lag jayenge ma bharati ki raksha me.”
Rajiv ji ko aj meri or se sadar naman mughe nahi lagta ki unka dehant hua hai mujhe ye hatya lagti hai kyo ki ve sabhi chijon ke gyata the unhe pata tha swasth kaise raha jata hai ve jante the chikitsa tatha ve vagbhat rishi ke sabhi niymo ka palan karte the ve aesay nahi mar sakte mera man ye manne ko taiyar nahi mere sarir me pran nahi bache hai aisa lag raha hai.
Meri sabhi desvasiyo se yahi prayer hai ki aaj to hum kam se kam jaag jayen aur jo chor lutere bharat mata ko noch noch kar kha rahe nahi un ko unke aanjam tak le jayen. Sabhi bhrast logo ko taliban ke rule ke under punishment milna chahiye.
Respected Rajiv Bhai ji appne jo kaam kiya hai use koi nhai bhula sakta. Aaaj jab mene suna ki aap nahi rahe hai mera dil bhaut raya hai. Bharat mata ka es mahan saput kho gaya hai. but hamari sacchi sradhanjli yahi hogi ki ham aap ke sapno ko sakaar karen. Rajiv Bhai Aamar rahe. Bharat Mata ki Jai.